hi Friends,
>
> good morning every body
>
>
>
> - ladka bola :
> - kash in hasinao ke baap mar jate,
> - kash in hasinao ke baap mar jate,
> - bahana gham ka hota, hum inke ghar to aate.
> -
> - ladki boli:
> - bewkoof, yeh bolana bhi paap hoga,
> - bewkoof, yeh bolana bhi paap hoga,
> - kisi din tu bhi kisi hasina ka baap hoga.
> - wah.....wah..............
> -
> -
> -
>
>
>
------------------------------------------------------------------------
> --
> - ladki boli:
> - chandni chaand se hoti hai, sitaron se nahi,
> - chandni chaand se hoti hai, sitaron se nahi,
> - mohabbat ek se hoti hai, hazaaron se nahi.
> -
> - ladka bola :
> - chandni agar chaand se hogi to sitaron ka kya
hoga,
> - chandni agar chaand se hogi to sitaron ka kya
hoga,
> - mohabbat agar ek se hogi to hazaron ka kya hoga.
> - wah....wah...................
> -
> -
>
>
------------------------------------------------------------------------
> --
> -------
> -
> - bewafa sanam se to cigarette achi hai,
> - bewafa sanam se to cigarette achi hai,
> - dil jalati hai, par hoto se to lagti hai
> - wah....wah...................
> -
> -
>
>
------------------------------------------------------------------------
> --
> -
> - voh sadak ke us paar thi
> - hum sadak ke is paar the
> - kuch hum aage badhe, kuch voh aage badhi
> - hum kuch aur aage badhe, voh bhi kuch aur aage
badhi
> - hum aur bhi aage badhe, voh bhi aur aage badhi
> - ab hum sadak ke us paar hein, aur voh sadak ke is
paar hein.
> -
>
>
------------------------------------------------------------------------
> --
>
> -
> - dharti se aasmaa tak, aasmaa se dharti tak
> - dharti se aasmaa tak, aasmaa se dharti tak
> - dharti se aasmaa tak, aasmaa se dharti tak
> - dharti se aasmaa tak, aasmaa se dharti tak
> - [audience: are bhai, aage bhi to bolo.]
> - hawa hi hawa hai.
>
>
>
------------------------------------------------------------------------
> --
> - aapne mere man se khela
> - aapne mere tan se khela
> - aapne mere dhan se khela
> - well played! well played! well played!!
>
>
>
------------------------------------------------------------------------
> --
>
> dear all.
>
> pyaar mein dhoka series :
> -------------------------
>
> maine tujhe sau-sau khat likhe,
> tune kisi ka bhi jawab nahi diya;
> kahin tere dil mein raddi ki tokri to nahi?
>
> maine tumhare yaadon mein ro ro ke tub bhar diya
> magar tum itney be-wafa nikle ki nahake chal diye.
>
> woh chham chham karke aayee
> aur chham chham karke chalee gayee
> main sindoor ka dibba lekar khada raha
> woh rakhee bandh ke chalee gayee.
>
> badi der se jinki zulfon pe nazren jamaye baithe the
> badi der se jinki zulfon pe nazren jamaye baithe the
> paas jakar dekha to sardarji nikla (wah wah).
>dear friends,
>
> total nonsense series :
> ------------------------
>
> jee karta hai ki teri nili nili aankhon main dub
jaoon
> jee karta hai ki teree nili nili aankhon main dub
jaoon
> splash !
>
> yeh aankhen hai ya neeli jheel?
> yeh aankhen hai ya neeli jheel?
> so? what's the big deal?
>
> dharti so rahi hai,
> aasman so raha hai
> dharti so rahi hai,
> aasman so raha hai
> nonsense! yeh sab kya ho raha hai?
>
> aasmaan mein ud raha hai kabootar
> aasmaan mein ud raha hai kabootar
> flutter flutter, flutter flutter
>
> dharti, taarey, pahaad, pathar
> dharti, taarey, pahaad, pathar......
> ekhathar, bahathar, chauhathar !
> (trihathar is on leave )
>
> aaj aasmaan mein taare aise chamak rahe hain
> aaj aasmaan mein taare aise chamak rahe hain......
> bilkul jaise kal chamak rahe the...(wah wah)
>
> kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai
> kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai ....
> ke kyon kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai??
>
> gum woh cheez hai...
> gum woh cheez hai...
> jisse kagaz chipkaye jaate hai,
> for example fevicol (wah wah)
>
>
>
>dear friends,
>
> little sense series:
> --------------------
>
> mat pee sharab galib masjid mein baith kar
> ek hi to botal hai, kisi ne chhin le, to ?
> ja, ghar ja...(wah wah)
>
> khud ko kar buland itnaa..
> ke' himaalay ki choti pe jaa pahunche..
> aur khuda tumse puche..
> 'abe sale gadhe... ab utrega kaise '
>
>
>
>dear friends,
>
> ad series :
> ------------
>
> main tere pyar mein paagal hua chhaliye
> mein tere pyar mein paagal hua chhaliye,
> iodex maliye kaam pe chaliye
>
> tum har raat mere khwabon mein aao,
> tum har raat mujhe yuunhi satao,
> melody khao khud jaan jao.
>
> main hu yahan, tu hai wahan
> main hu yahan, tu hai wahan
> lifebouy hai jahan, tandurusti hai wahan
>
> maine tumse pyar kiya, tere baap ne mujhe pita
> maine tumse pyar kiya, tere baap ne mujhe pita
> tan ki shakti, man ki shakti, bournvita (chorus:
> aha-aha...)
>
>
> and at last ghalib ke liye ek sher:
>
> kyon apni kabar khood-hi khod raha hai galib...
> kyon apni kabar khood-hi khod raha hai galib...
> la, phawda mujhe de.(wah wah)
ohn and david are both patients in a mental hospital.
one day, john suddenly dived into the deep end of the swimming pool.
david jumped in and saved him, and the medical director came to know
of
his heroic act. he immediately ordered david to be discharged from
the
mental hospital as he was ok.
doctor: we have good news and bad news for you, david. the good news
is
that we are going to discharge you because you have regained your
senses, since you are able to jump in and save another patient you
are
now a normal person. the bad news is that, the patient mr. john,
whom
you saved, hung himself in the toilet, and died.
david: doctor, he didn't hang himself. i hung him there to dry !
its a long list, read it when you get time.
* The classic:
"main tumhaare bachche ki maan banne waali hoon."
* the eternal reason for being the victim of anything that
can happen to you in
hindi films :" mai gareeb hoon na , isliye ...."
* a main character in the movie will go to the temple and
say :
"bhagwan mainey tumse aaj tak kuch nahin maanga....."
* old hindi movie :
"aiye ji sunte ho.. aap bade woh hein."
* lover-girl to leaving lover-boy :
"mai tumhare bina nahin jee sakti "
"kanoon ke haath bahut lambe hote hein"
&
"rukjao! kanoon ko apne haath mein mat lo"
* judge announcing his decision in filmi court :
"gawaaoon key bayaanat aur saboot ko madde nazar rakhtey
taz-e-raat-e-hind, dafaa 302 ke tahet , muzrim ko sazaaye
maut di jaati hai"
" muzrim ko ba-izzat bari kiya jaata hai"
" main is geeta per haath rakhkar yeh saugandh leta hoon
ki jo bhi
kahoonga sach kahoonga, aur sach ke siva kuch nahin
kahoonga."
"inspector! giraftaar karlo issey"
" raam raam kaaka"
" jug jug jiyo beta "
" ab hum kisi ko muh dikhaane ke layak nahin rahe"
" kya issi din ke liye tujhe paal pos ke bada kiya tha?"
* typical farmer ka dialogue :
" mainey is zameen ko apne khoon sey seencha hai "
* hero/heroine after opening their eyes in the hospital :
" main kahan hoon?"
" hum jahaan khade hote hein, line wahin sey shuru hoti
hai"
" mai kahti hoon, door ho jaa meri nazron sey"
"is ghar ke darwaaze, tumhare liye hamesha ke liye band
hein"
* A prem-chopra-type villian to the heroine/village belle :
" in gori gori kalaiyon ko kaam karne ki kya zaroorat
hai"
" chhod do mujhe, bhagwaan ke liye chhod do"
" maine tumhe kya samjha, aur tum kya nikley!"
* doctor :
" ab sab oopar waale key haath mein hai"
* the doctor to the paitent's near n' dear one :
" i'm sorry, hum kuch nahin kar sakey"
* doctor : " chowbees ghante tak hosh nahin aiya to ..... "
* " agar maa ka doodh piya hai to saamne aa."
* " jyaada hoshiayari karne ki koshish maat karna "
* amitabh in a hajaar movies :
" nahin chhodunga tujhe. jaan sey maar daaloonga."
" bhagwaan pe bharosa rakho. sab thik ho jaiye ga"
" woh ek gandi naali ka keeda hai"
* A heroine's expression of what love does to her :
" mera dil dhak-dhak karta hai "
" ajji sunte ho , munna ke pitajee "
* rich father to son :
" ek phooti kaudi nahin doonga "
" zamaane ne thokar laga-laga ke is dil ko paththar bana
diya"
* dharmendra in a hajaar movies :
" kutte! kamine ! ....."
" yeh taklooooo!"
* lalita pawar in a hajaar scenes :
" chudeil! kide pade tere ....."
* best way to threaten someone from doing anything against
your
wishes :
" agar tumhe maine yeh karne diya, to mera naam ______
nahin"
" tumne yeh kiya, to mujhse bura koi nahin hoga "
" woh kutte ki maut marega "
" bol! bol heere kahan chuppa rakhe hai "
* the favoirite emotional blackmail :
" tune yeh kiya to tu mere mara muh dekhegi "
* inspector iftekar on a megaphone :
" apne aap ko police ke hawaale kar do. police ne chaaron
taraf sey tumhe gher liya hai "
" apne hathiyaar phenk do "
* the classic : " thairo! yeh shaadi nahin ho sakti !"
* one of the very best : " mai tere bachche ki maa banne
waali hoon"
* "jurm ki duniya ka betaaj badshah... kaaliya/don/whatever "
* tikku talsaniya in a hajaar movies " ouff! yeh kya ho raha hai "
* keshto in a million movies " hi-heeyaahh!"
* shatru a hajaar times " abbe chaparganju! "
* the villian's sidekick : "boss! maal pakda gaya "
* "jo sheeshe ke gharon mein rehne hein,
woh doosron pe paththar nahin phenkte"
* "hum woh hein jo paththar ko kaanch se tod liya karte
hein"
* all filmi chowkidaars : " shhalaam shhaab!"
*- the stereotypical announcer : " bhaiyon aur behnon...."
"ladies and gentelmen ..."
- mehmood, the announcer : " ladies and ledas ...."
* " har kutte ka din aata hai "
* " mai tumahara aihsaan zindagi bhar nahin bhoolonga"
* " itnay paise tum kahan sey laiye ?"
* " bacchhhhaaaooooooooooo......."
* " police mere peeche lagi hui hai .."
* " tum mere liye mar chuke ho "
* " ghar mein do-do jawaan betiyaan hein"
* " lo! - muh meertha karo "
* " hato naa! log kya kahenge "
* " khabardaar jo mujhe haath bhi lagayaa .."
* " aarre! isse to tez bukhaar hai "
* " maa tum kitni achi ho"
* " bhaiyaaa!"
* " yeh aap kya keh rahen hein, bhai sahab?"
* " aaj pinky ka janam din hai"
* " gurkha, isse dhakke maarke bahar nikaal do "
* " mai yeh tumhaara aihsaan zindagi bhart nahin bhoolonga"
* "yeh anyay hai bhagwan"
* "driver, gaadi roko"
* " pulice ko tum jaise naujawaanon per naaz hai"
* "ab tumhari maa hanmare kabze mein hai "
" agar tum paanch llaakh leker,
silver beech ke puraney killey pe nahin aiye,
to mai usse bum se udaa doongaa"
* " goli se udaa do usse"
* nirupa roy's favourite " ek baar mujhe maa kehkar pukaro
beta"
* gracious father taking the blame for his son :
" yeh khoon maine kiya hai, melod!"
* " bhaagne ki koshish mat karna"
* " ... mujhe tumhaare is behte hue khoon ki kasam ...."
* " yeh sauda tumhe bahut mehnga padega"
* dumb looking hero coming to blind mom :
" maa, mai first class first pass ho gaya hoon"
* "beti, tu to paraya dhan hai "
* "pesh hai duniya ke jaane-maane kalakaar, miss renu"
* " zabaan ko lagaam do .."
* the hindi film unnux :
" aaja re mere raaja "
* on a suhaagraat nite, wife to husband :
" doodh pee lijiya"
* " seedhi anguli se ghee nikalne waala nahin"
* " hume tedi anguli se ghee nikaalna aata hai"
* " kutte ki dum tedi-ki-tedi hi rehti hai "
* " bhabhi, tumhare haath ki chai peene ko man kar raha
hai "
* dharmendra : " chun chun ke maaroonga, ek-ek ko chun chun
ke maroonga "
* " tune mere peeth pe chura bhoka hai "
specific dialogues :
---------------------
* hapless victim: " bhagwaan ke liye mujhe chhod do!"
shakti kapoor : " aaare bhagwaan ke liye chhod doon to
mai kya
karoon?
prasaad khaoon?"
* utpal dutt to his daughter in golmaal :
" tumhari shaadi usse nahin hogi jisse tum pyaar karti
ho, balki
usse hogi
jisse mai pyaar karta hoon."
1. yahan teri izzat bachane koi nahi ayega
2. kanoon jazbaat nahi, saboot dekhti hai
3. judge sahab, maine khoon nahi kiya.
4. kash tum mera yakin kar sakti
5. mein kisi ke muh dikhane kabil nahi rahi
6. ham barbad ho gaye
7. ghar mein jawan beti hai ........
8. tumhare khyal kitne neech hain
9. tum mujhe galat samajh rahi ho....kash mein sachchai bata
sakta